Video of this song from youtube
Yaas Ke Dar Pe Jhukaa Jaataa Hai Sar Aaj Ki Raat - यास के दर पे झुका जाता है सर आज की रात
SingerMohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Music byGhulam Mohammad
LyricistKaifi Azmi
ActorSuraiya, Nimmi, Tun Tun, Leela Mishra, Kammo, Vijay Dutt
Category
MovieShama (1961)
Lyrics of Yaas Ke Dar Pe Jhukaa Jaataa Hai Sar Aaj Ki Raat - यास के दर पे झुका जाता है सर आज की रात
yaas ke dar pe jhukaa jaataa hai sar aaj ki raat

nind kyaa maut na aayegi idhar aaj ki raat
ishq ki god me hai husn kaa sar aaj ki raat
chaand se kah do
chaand se kah do ke dekhe na idhar aaj ki raat
dekhe na idhar aaj ki raat
chaand se kah do
bam-o-dar jaise simatate se nazar aate hai

kabr se tang huaa jaataa hai ghar aaj ki raat
tum jab aaye ho tab aayaa hai bahaaro kaa payaam

rashq-e-jannat nazar aane lagaa ghar aaj ki raat
chaand se kah do, chaand se kah do
kitai viraan hai sunsaan hai duniyaa meri

dil ki dhadakan se bhi lagne lagaa dar aaj ki raat

dil-e-betaab machaltaa hai machal jaane de

aaj ki raat hamaari hai na dar aaj ki raat
aaj ki raat hamaari hai na dar
ho na dar aaj ki raat

dekhe na idhar aaj ki raat chaand se kah do
dil-e-naakaam ye aalam teri maayusi kaa
dil-e-naakaam ye aalam teri maayusi kaa
pher li jaise khudaa ne bhi nazar aaj ki raat

Comments on song "Yaas Ke Dar Pe Jhukaa Jaataa Hai Sar Aaj Ki Raat"
Dee Thakore on Saturday, May 01, 2010
most romantic duet :)
most romantic duet :)
apoorva bhatt on Friday, July 23, 2010
very nice song
very nice song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

It has been decades since I heard this beauty! Thanks!!!