Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Yahan Devta Kaun Hai, Koun Yahan Shaitan - यहाँ देवता कौन है, कौन यहाँ शैतान
Lyrics of Yahan Devta Kaun Hai, Koun Yahan Shaitan - यहाँ देवता कौन है, कौन यहाँ शैतान
yaha devata kon hai kon yaha shaita
devta aur shaitan ka sangam hota hai har insan
devta aur shaitan ka sangam hota hai har insan
yaha devata kon hai kon yaha shaita
devta aur shaitan ka sangam
hota hai har insan hota hai har insan
devta aur shaitan ka sangam hota hai har insan

koi kisi bhi disha me rahe suraj to purab se niklega
insani phitrat bhi atal hai kon hai jo ise badlega
koi kisi bhi disha me rahe suraj to purab se niklega
insani phitrat bhi atal hai kon hai jo ise badlega

kise bhala kise bura kahoge bhala bura har insan
yaha devata kon hai kon yaha shaita
devta aur shaitan ka sangam
hota hai har insan hota hai har insa
devta aur shaitan hota hai har insan

jisme jitni achhayi hoti hai utni burayi
pap aur punay milakar hi duniya kudrat ne banayi
jisme jitni achhayi hoti hai utni burayi
pap aur punay milakar hi duniya kudrat ne banayi
mera zamir hai meri adalat pehchane har insan
yaha devata kon hai kon yaha shaita
devta aur shaitan ka sangam hota hai har insan
hota hai har insa devta aur shaitan hota hai har insan

lyrics of song Yahan Devta Kaun Hai, Koun Yahan Shaitan
Comments on song "Yahan Devta Kaun Hai, Koun Yahan Shaitan"
Tushar Vyas on Monday, July 02, 2012
"Yahaan Devtaa Kaun Hai, Kaun Yahaan Shaitaan? Devtaa Aur Shaitaan Kaa
Sangam Hotaa Hai Har Insaan!" Translated: "Who is god here, who is satan?
Every human being is nothing but a confluence of a god and satan."
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement