Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 9 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Yahi To Hai Sansar Hamara - यही तो है संसार हमारा
chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara
kami koi mahsus na hogi kami koi mahsus na hogi
sath hai tere pyar hamara chota sa pariwar hamara
yahi to hai sansar hamara
sita tu muskati rahna sukh achal me simat ayenge
sath suhagan nahi to kya hai
sath suhagan nahi to kya hai
god bharayi hum gayenge chota sa pariwar hamara
yahi to hai sansar hamara

gaj raja tera bhai bada raksha ko tere pas khada
gaj raja tera bhai bada raksha ko tere pas khada
is tote ka kya kahna jaise mith boli bahna
hanumanta hai sewak sanjiwni bhi lade jo
hanumanta hai sewak sanjiwni bhi lade jo

pahli pahli ye najuk bela sambhalegi tujhe ban mata
pahli pahli ye najuk bela sambhalegi tujhe ban mata
apnapan adar hamdardi mamta bhara guljar hamara
chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara

ram mile to fir kyu sita karne lagi mayke ki chinta
pyar jo do se teen bana ha pyar jo do se teen bana hai
jiwan aba rangin bana hai chota sa pariwar hamara
yahi to hai sansar hamara
hathi ki bhi hai pathshala khelo me sabak sikha dala
hathi ki bhi hai pathshala khelo me sabak sikha dala
jhil or jharne gate hai sher bhi hath milate hai

sadiyo tak rahe pyar amar bandhi ayodhya se badkar
sadiyo tak rahe pyar amar bandhi ayodhya se badkar
ho rajkumar hai ankho ka tarasuraj jaisa deep hamara
mat pita bhagwan hamare banta har ik prani pyara
chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara
chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara
kami koi mahsus na hogi kami koi mahsus na hogi
sath hai tere pariwar hamara chota sa pariwar hamara
yahi to hai sansar hamara chota sa pariwar hamara
yahi to hai sansar hamara
lyrics of song Yahi To Hai Sansar Hamara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dost (1989)
Mithun Chakraborty, Amla, Amjad Khan, Kiran Kumar, Asrani, Sujit Kumar, Bob Christo, Bandini, Shobha Khote, Sharat Saxena, Vikas Anand, Jack Gaud, Ghanshyam, Kader Khan, Manmouji, Dalip TahilJayshree Shivram, Asha Bhosle, Amit Kumar, Alka YagnikIndeevarR D BurmanK Murali Mohan RaoA SuryanarayanaDost at IMDB      Dost at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type