Video of this song from youtube
Advertisement
Ye Aankhe Teri Hai Qatil - ये आँखे तेरी है कातिल
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor
Music byBaldev Nath
LyricistShevan Rizvi
ActorHelen, Sailesh Kumar
CategoryDance Songs
MovieGolden Eyes Secret Agent 077 (1968)
Lyrics of Ye Aankhe Teri Hai Qatil - ये आँखे तेरी है कातिल
ye aankhe teri hai katil kahi aa na jaye tujhpe dil
jhum jhum ke kadam milake aao dance kare

ye tang tera pyjama uff chal teri hungama
or teri teer najar ka dil bola sare ga ma

bechain nigahe tauba balkhati bahe tauba
ye ishk bechara tauba ye lambi aahe tauba

tum pani ki ho machali ya badal ki ho bijli
are kuch to hoga ham me jo ho gayi dunia pagli

Comments on song "Ye Aankhe Teri Hai Qatil"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Totally and unrelentingly FAB-U-LOUS :D