Video of this song from youtube
Ye Bhul Huyi Bhule Se Kabhi Ham Teri Tamanna Kar Bhaithe - ये भूल हुई भूले से कभी हम तेरी तमन्ना कर बैठे
SingerMohammed Rafi
Music byMadan Mohan
LyricistRajinder Krishan
Actor
CategoryShikwa Shikayat Songs
MovieFifty Fifty (1956)
Lyrics of Ye Bhul Huyi Bhule Se Kabhi Ham Teri Tamanna Kar Bhaithe - ये भूल हुई भूले से कभी हम तेरी तमन्ना कर बैठे
ye bhul bhule se kabhi
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
malum na tha le jayegi ye dil ki lagi
is manjil tak
hum ishq me itne mahar huye
kafir ko bhi sajda kar baithe
kafir ko bhi sajda kar baithe
kya tumne kaha kya humne suna
kyu raaz ye khulta gairo par
khud apni juba se hum apni
ruswayi ka chrcha kar baithe
ruswayi ka chrcha kar baithe
ye bhul bhule se kabhi
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
malum na tha le jayegi ye dil ki lagi
is manjil tak
hum ishq me itne mahar huye
kafir ko bhi sajda kar baithe
kafir ko bhi sajda kar baithe
kya tumne kaha kya humne suna
kyu raaz ye khulta gairo par
khud apni juba se hum apni
ruswayi ka chrcha kar baithe
ruswayi ka chrcha kar baithe
ye bhul bhule se kabhi
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
Comments on song "Ye Bhul Huyi Bhule Se Kabhi Ham Teri Tamanna Kar Bhaithe"
TeriAwazKiJadugari on Friday, December 24, 2010
Thank you for this lovely and rare song.
Thank you for this lovely and rare song.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Yeh bhool hui bhoole se kabhi hum teri tamanna kar bhete pachhtata hai ab
dil reh reh kar-kiya karna tha aur kiya kar bhete. Thanks a lot for sharing
this rare item of Rafi Sahab. A very beautiful song with enthralling music
of 50s being my favourite.