Video of this song from youtube
Ye Jiwan Pyar Se Bhar Do Tum - ये जीवन प्यार से भरदो तुम
SingerUdit Narayan
Music byNikhil Vinay
LyricistFaaiz Anwar
Actor
CategoryHappy Songs
MovieJaanam (Udit Narayan) (2000)
Lyrics of Ye Jiwan Pyar Se Bhar Do Tum - ये जीवन प्यार से भरदो तुम
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
mit jaaye dil se tanhaaiya
mahka do aaj tamannaye
mahka do khwabo ko
chahat ki deke ranginiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
jab tum na the to kuch na tha
nakaam ye jindgaani thi
aawara tha ye dil mera
badnaam apni kahani thi
tumne hi jeena sikhaya
apna jo mujhko banaya
uthi hain dil mein phir hulchul
ho jaunga pagal
leti hain dhadkan angdayiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
har saans mein samaye ho tum
basne lage ho nigaaho mein
ab har taraf bahaare khili
veeran si dil ki raahon mein
jeene ka ehsaas tum ho
ab to mere paas tum ho
mile ho jab se tum jaanam
chahat ka ye mausam
laya hain kitni ranaaiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
mit jaaye dil se tanhaaiya
mahka do aaj tamannaye
mahka do khwabo ko
bas itna kardo tum
bas itna kardo tum
bas itna kardo tum
mit jaaye dil se tanhaaiya
mahka do aaj tamannaye
mahka do khwabo ko
chahat ki deke ranginiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
jab tum na the to kuch na tha
nakaam ye jindgaani thi
aawara tha ye dil mera
badnaam apni kahani thi
tumne hi jeena sikhaya
apna jo mujhko banaya
uthi hain dil mein phir hulchul
ho jaunga pagal
leti hain dhadkan angdayiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
har saans mein samaye ho tum
basne lage ho nigaaho mein
ab har taraf bahaare khili
veeran si dil ki raahon mein
jeene ka ehsaas tum ho
ab to mere paas tum ho
mile ho jab se tum jaanam
chahat ka ye mausam
laya hain kitni ranaaiya
ye jeevan pyar se bhardo tum
bas itna kardo tum
mit jaaye dil se tanhaaiya
mahka do aaj tamannaye
mahka do khwabo ko
bas itna kardo tum
bas itna kardo tum
Comments on song "Ye Jiwan Pyar Se Bhar Do Tum"
lison anthony on Thursday, April 11, 2013
thanks, like song
thanks, like song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


awesome song.. feeling nostalgic...