Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile - ये कली जब तलक फूल बन के खिले
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo intazaar karo

pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin
pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin
berukhi hai aji ye mohabbat nahin
aa raha hai maza tum shikaayat yahi
baar baar baar baar baar baar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo

husn pe to asar hone waala nahin
husn pe to asar hone waala nahin
ishq tum ko na kar de diwaana kahin
hai ye diwaangi bhi qubool tum agar
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo
ye kali jab talak phool ban ke khile
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo

roz hamne baiyaan ye fasaana kiya
roz hamne baiyaan ye fasaana kiya
roz tumne naya ek bahaana kiya
ye bahaana magar aakhri hai sanam
aitbaar aitbaar aitbaar karo intazaar karo
intazaar woh bhala kya kare tum jise
beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo
intazaar intazaar intazaar karo intazaar karo
hamse pyaar hamse pyaar hamse pyaar karo intazaar karo
lyrics of song Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Comments on song "Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile"
musicparast on Friday, July 18, 2008
~Most of us have this misconception that quantity always exists at the cost
of quality ~Many mock Anand Baxi as a mere 'tukband' ~Some refuse to accept
him as a lyricist. ~To all those. this song, like many many others, is
an eye - nay, ear opener and also a MIND opener! ~This very film - Aaye din
Bahaar ke - had three more very 'poetic' numbers: Mere dushman too meri
dosti ko tarse Khat likh de saanvariya ke naam, baabu! Aye kaash! kisi
diwaane ko hum se bhi muhobbat..
Voltairec on Wednesday, May 12, 2010
Before Dharam was stereotyped with he-man only roles he had great movies
showcasing his fantastic acting talent...Satyakaam/Anupama just to name a
few. Asha literally seem to be melting in the Adonis' gaze!
Chiman Jagani on Tuesday, October 11, 2011
Album: Aaye Din Bahaar Ke Year: 1966 Track: Yeh Kali Jab Talak Phool Ban Ke
Khile Singer: MahendraKapoor Lata Album Star Cast: Dharmendra AshaParekh
BalrajSahani Track Star Cast: Dharmendra AshaParekh
inappro on Sunday, April 19, 2009
mind-blowing .what a way to express the shararati lamhe between two
lovers..beauty and elegance and restraint all captured with such
clarity...Hindi movies of the 60's rock my world!!!
deep388 on Tuesday, September 18, 2007
Asha Parekh and Dharmendra had a good pairing!!! They look great together in every film of theirs together!! Next hottest pair apart from him and wife no 2 Hema!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Dharmendra, Asha Parekh, Nazima, Sulochna, Balraj Sahni, Rajendra Nath, C S Dube, Raj Mehra, Leela Mishra, Mubarak, Sunder, Nazir KashmiriAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed RafiAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalRaghunath JhalaniAaye Din Bahaar Ke at IMDB      Aaye Din Bahaar Ke at WikipediaAaye Din Bahaar Ke at YouTube     |    Aaye Din Bahaar Ke at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type