Lyrics of Ye Neer Kaha Se Barse Hai Ye Badari Kaha Se Aayi Hai - ये नीर कहाँ से बरसे है ये बदरी कहाँ से आई है
ye nir kaha se barse hai
ye badri kaha se aayi hai
ye nir kaha se barse hai
ye badri kaha se aayi hai
ye badri kaha se aayi hai
gehare gehare nale
gehara gehara pani re
gehare gehare nale
gehara pani re
gehare man ki chah anjani re
jag ki bhul-bulaiya me
jag ki bhul-bulaiya me
kunj koi boraayi hai
ye badri kaha se aayi hai
chido ke sang aahe bhar li
chido ke sang aahe bhar li
aag chanar ki mang me dhar li
bujh na paye re bujh na paye re
bujh na paye re raakh mein bhi jo
aisi agan lagai hai
ye badri kaha se aayi hai
panchhi pagle kaha ghar tera
panchhi pagle kaha ghar tera
bhul na jaiyo apna basera re
koyal bhul gayi jo ghar
koyal bhul gayi jo ghar
wo laut ke phir kab aayi hai
wo laut ke phir kab aayi hai
ye nir kaha se barse hai
ye badri kaha se aayi hai
salutes 2 jaidev & padma sachdeva a highly esteemed dogri poetess of jammu.
its the story of the hero satish kaul a young forest guard who falls in
love with a young girl rehana sultana married 2 an old man. there is
mention of chir a pine tree(pinus roxburghii) & chinar(platanus orientalis)
an ornamental tree of himalayas, the later's leaves bcom dark yellow like
fire during winter & the poetess has butifully described the fire like
feelings of love like chinar in the girls mind. gr8 upload.