Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ye Purnur Chehra Yeh Dilkash Ada
4.74 - 19 votes
MehmoodTareef Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Purnur Chehra Yeh Dilkash Ada - ये पुरनूर चेहरा ये दिलकश अदा
ye purnur chehra ye dilkash ada
namuna ho kudrat ki karigiri ka
nahi tum se behtar koi dusra
namuna ho kudrat ki karigiri ka
ye purnur chehra ye dilkash ada
namuna ho kudrat ki karigiri ka

hasino tumhari jo pooja kare
usi ko hi duniya me jannat mile
na dekha ho
na dekha ho jisne khuda ko kabhi
khuda ki kasam wo tumhe dekh le
tumhi se hai jannat tumhi se khuda
namuna ho kudrat ki karigiri ka
ye purnur chehra ye dilkash ada
namuna ho kudrat ki karigiri ka

tumhari ye patli kamar janeman
lachakti hui jaise sakhe chaman
khuda jane
khuda jane kiske mokaddar me hai
ye phulo sa najuk tera badan
jise chumti hai chaman ki hawa
namuna ho kudrat ki karigiri ka
ye purnur chehra ye dilkash ada
namuna ho kudrat ki karigiri ka

chali ho kaha ye bata do jara
liye sar pe julfo ki kali ghata
kahi par to
kahi par to barsengi ye badaliya
mujhi par jo barse to kya hai bura
abhi chalke dekho to shisha jara
nahi tumsa budhu koi dusra
namuna ho kudrat ki karigiri ka
ye purnur chehra ye dilkash ada
namuna ho kudrat ki karigiri ka
nahi tum se behtar koi dusra
namuna ho kudrat ki karigiri ka
lyrics of song Ye Purnur Chehra Yeh Dilkash Ada
Comments on song "Ye Purnur Chehra Yeh Dilkash Ada"
Farooq khan on Saturday, November 05, 2011
@pkmooj Actually a poet and a commoner sees and think differently.Some body
in those days asked the poet(S.H,Bihari)to explain this verse who replied
,...it means, Anybody who have not seen the Creator,must look at the
creation(women folk)and imagine for themselves the greatness and specially
the beauty of the Creator.
munawar pasha on Friday, June 08, 2012
ye purnur chehra ye dilkash ada,namona hai kudrat ki karigari
ka..biharisab, nayar sab aur hamare rai sab, ye teeno milgaye to gana acha
hi banega. khuram sab ko pyar bhara salam,aise gane upload karne ke liye.
how nice had this song was picturised on dharamji, but this was picturised
on mehmood.
Sam T on Tuesday, December 11, 2012
One of the great features of Rafi saab is he gives his best whether he
sings for a hero or comedian or sometimes nobody as leke phehla in CID.He
sounded like he was having fun.Beautiful song.
Bilal Jalil on Tuesday, November 17, 2009
I think No One Listen The Lyrics..."Ager kisi ne Khuda Ko Nhi dekha in ko
Dekh le".Allah hum sb k gunah maaf kry.
Srinivasan Channiga on Saturday, April 14, 2012
Beautiful lyrics, tune and rendering by Rafi sahab. Well recorded Khurram
sahab.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mohabbat Zindagi Hai (1966)
Dharmendra, Mehmood, Madhavi, Nasir Husain, Rajshree, Manorama, Sunder, Chand Usmani, Deven Verma, ManmohanAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Mahendra KapoorS H BihariO P NayyarJagdish NirulaRoop ChhayaMohabbat Zindagi Hai at IMDB      Mohabbat Zindagi Hai at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type