Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Wo Dharti Hai Jaha Bhagwan - ये वो धरती हैं की जहाँ
ye wo dharti hai ki jaha
ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se
duniya walo suno kahani vhar dham ke dhyan se
ye mandir hai jagarnath ka deta hai puja ka fal
kare tapsya indar dayun ne tap se sukh gaya jangal
tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal
tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal
parkat ho gaye krishan kanhaiya parkat ho gaye
krishan kanhaiya raja ka uddhara kiya

is dharti ka dukh harne ko raja ko udhar diya
kaha tumhari puja se main is dharti par aaya hu
bhakto ki chha karne ka main vachan sath mein laya hu
kaha krishan ne sagar mein tairta hai ladki ka tukda
us tukde ko lao usme chhupa hua mera mukhda
raja gaya bhag lagre liya tairta tukda
socha ab ye door karega janm marn ka sab dukhda

puja kari sath rani ke tukde ko samma diya
tabhi vishvkarma ne kar bhakto ka kalyan kiya
raja rani ne uthkar ke kiya vishvkarma bandan
khel utha unke mukhde par jivan ka sukh abhinanadan
raja rani ne uthkar ne diya vishvkarma ke hath
lekar pahunche murti rachane nar ko nach nachte nath
baithe rachate murti nath ki bhakt waha par dhyan se
kaha tees din ke pichhe tum deep jalana maan se
idhar vishvkarma rachana ki sundar kala dikhate the

kat chhant bal bhadr subhdra mohan murti banate the
udhar maharani ke naina darshan ko the
tod diya rani ne dhiraj bita nahi mahina tha
hui anguthi puri lekin jadna abhi nagina tha
rani ne dhiraj ko tang kar khol diya mandir ka dwar
rahi adhuri murti chhodkar gaye vishvkarma shamshan
rahi kath ki murti adhuri rani ke agaan se
tribhujan ka klyan hua shiri jaganarth muskan se
ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se
duniya walo suno kahani char dham ke dhyan se
lyrics of song Ye Wo Dharti Hai Jaha Bhagwan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Maya Machhindra (1960)
Raaj Kumar, Nirupa Roy, Padmini, Vivek, Manhar Desai, Priya Darshini, Paul SharmaSuman Kalyanpur, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Suman KalyanpurKeshav Trivedi, Pandit Madhur, Saraswati Kumar DeepakRamlal HeerapannaBabubhai MistriMaya Machhindra at IMDB      Maya Machhindra at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type