Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Yeh Bheega Sa Mausam - ये भीगा सा मौसम
ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani
sunane laga hai wo bhuli si kahani
ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani
sunane laga hai wo bhuli si kahani
yu do dil mile the aur milkar mite the
ashqo ki jubani, chahat ki daastan
ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani
sunane laga hai wo bhuli si kahani

hum o sanam mile tumse
ha tum ha tum mile humse
mausam mahakne laga hai
ye dil bahakne laga hai
hum o sanam mile tumse
ha tum ha mile humse
ha ha ha ha ha

ye jivan bhi kya hai, karam ya saza hai
hai sach ya fasana koi bhi na jana
yu do dil mile the aur milkar mite the
ashqo ki jubani, chahat ki daastan
ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani
sunane laga hai wo bhuli si kahani
lyrics of song Yeh Bheega Sa Mausam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Monsoon - Pankaj Udhas (1988)
Pankaj Udhas
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type