Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf
4.33 - 3 votes
Title Song
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf - ये कैसा इन्साफ राम, ये कैसा इन्साफ
ram ram ho ram siya ka antar kare vilap
mukh se na bole, par man puche
ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko kiya na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

uske kaj se tum to na the anjane
man me na tha pap oro ki bas mane
pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
usse kiske bharose chal diye chhod ke hath bolo
ye kaisa insaf
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

ram bina aram na aye man ko
man roye man hi samjhaye man ko
wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
dukh sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya phir
bolo ye kaisa insaf

ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
sita ko kiya na maf kiya na maf ram
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
lyrics of song Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Yeh Kaisa Insaf (1980)
Vinod Mehra, Shabana Azmi, Madan Puri, Sarika, Raj Kiran, Shashikala, Madhu Malini, Asrani, Sulbha Deshpande, Alankar, BhagwanAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suresh WadkarRavindra JainRavindra JainDasari Narayana RaoT L V PrasadYeh Kaisa Insaf at IMDB      Yeh Kaisa Insaf at YouTube     |    Yeh Kaisa Insaf at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type