Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 6
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ye Ladki Nahi Hai Ye Jaadu Bangal Ka - ये लड़की नहीं है ये जादू बंगाल का
ye ladki nahi hai ye jadu bangal ka kadki me tadka punjab ka
ye ladki nahi hai ye jadu bangal ka kadki me tadka punjab ka
tang tang tira th tang tang ting tang tang tira th tang tang ting
jadugar to hai aashiq mera bopal ka latke pe jatka sarab ka
jadugar to hai aashiq mera bopal ka latke pe jatka sarab ka
tang tang tira th tang tang ting tang tang tira th tang tang ting

balle balle balle gore mukhre se chunri hata de
ye roop mujhe pi lene de mera roop hai abhi kuwara
oh mera roop hai abhi kuwara kuwari mujhe ji len de
kuwari mujhe ji len de ye roop mujhe pi len de
kanwari annu ji len de log kahende ladaki ladaki meri akkh sajna
ladegi tere sang sajna ladegi tere sang
sajna gori tu to rukh baisakhi
manale mere sang sajni manale mere sang sajni
manale mere sang sajni manale mere sang sajna
manale mere sang sajni

atriya chad gayi muft hui badnam atriya chad gayi muft hui badnam
panch rupeya mange sipaiya aath das mange kotwal
panch rupeya mange sipaiya aath das mange kotwal
sharam se mar gayi sharam se mar gayi muft hui badnam
sharam se mar gayi sharam se mar gayi muft hui badnam
atriya chad gayi muft hui badnam

panch rupiya kyo mange sipaiya ath dus kyo
kotwal tu h gori tu to hai puri taksal
tu h gori tu to hai puri taksal nazar me
sabke chad gyi hone ko badnam
atriya chad gayi muft hui badnam

maine sawan me jhule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
maine sawan me jhule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
ayi sawan ki bahar maila lagye bazar
ayi sawan ki bahar maila lagye bazar
maine sang sang mailva guma do piya jiya bahlayi do piya
maine sawan me julne gadaye do piya jiya bohlayi do piya

rahi sone ki julniya vame heera ki bijuriya
vame motiya ki ladiya gadvayi do piya
maine sawan me julne gadaye do piya jiya bohlayi do piya
thane jaipur me gumau jodpur ki sair krau
thane jaipur me gumau jodpur ki sair krau

tahne duniya guma de ga thara piya gori bahlayi do piya
oh maine sawan me jule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
agar khuda jo mile us se puchu yahi tune
dil kyo banaya tha sansar me
agar banaya bhi tha to tu itna bta kyo
isse kas diya dard ke taar me
agar khuda jo mile us se puchu yahi tune
dil kyo banaya tha sansar me

mujhko jana na samjha kisi ne kabhi
log pathar samjate rhe umar bar
ek pathar pani ka jarna bhi hai dil jarta rha jo umar bar
ye jarna nadiya banega kabhi
ye jarna nadiya banega kabhi
fir milega samundar se ek din
hum chale ja rhe hai paglo ki trah
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
lyrics of song Ye Ladki Nahi Hai Ye Jaadu Bangal Ka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bade Ghar Ki Beti (1989)
Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kader Khan, Asrani, Raj Kiran, Shammi Kapoor, Aruna Irani, Pran, Urmila Matondkar, Gulshan Grover, Jay Shree T, Shoma Anand, Mohan Choti, C S Dube, Pinchoo Kapoor, Ashok Saraf, Sushma Seth, Satish Shah, Tiku TalsaniaAnuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Mohammad Aziz, Alka Yagnik, HariharanSantosh, Anand, Kamal, HasanPyarelal, Laxmikant KudalkarKalpataruM Prasad, Jaiswal, JainBade Ghar Ki Beti at IMDB      Bade Ghar Ki Beti at WikipediaBade Ghar Ki Beti at YouTube     |    Bade Ghar Ki Beti at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type