Video of this song from youtube
Yeh Mausam Ki Baarish - ये मौसम की बारिश
SingerShashaa Tirupati, Ash King
Music byTanishk Bagchi
LyricistTanishk Bagchi, Arafat Mahmood
ActorShraddha Kapoor, Arjun Kapoor
Category
MovieHalf Girlfriend (2017)
Lyrics of Yeh Mausam Ki Baarish - ये मौसम की बारिश
chehre mein tere khud ko mai dhoondhun
aankhon ke darmiyaan tu ab hai iss tarah
khwabon ko bhi jagah na mile
yeh mausam ki baarish yeh baarish ka paani
yeh paani ki boondein tujhe hi toh dhoondhe
yeh milne ki khwahish yeh khwahish puraani
ho poori tujhi se meri yeh kahaani
kabhi tujhme utrun toh saanson se guzrun
toh aaye dil ko raahat
mai hoon bethikana panaah mujhko paana
hai tujhme, de ijazat na koi darmiyaan
hum dono hai yahan phir kyun hai tu bata
faasley yeh mausam ki baarish
yeh baarish ka paani yeh paani ki boondein
tujhe hi toh dhoondhe yeh milne ki khwahish
yeh khwahish puraani ho poori tujhi se
meri yeh kahaani na na la la
hawaaon se tera pata poochta hoon ab toh aaja tu kahin se
parindon ki tarah yeh dil hai safar mein
tu mila de zindagi se bas itni ilteja
tu aake ik dafa jo dil ne na kahaa
jaan le yeh mausam ki baarish
yeh baarish ka paani yeh paani ki boondein
tujhe hi toh dhoondhe yeh milne ki khwahish
yeh khwahish purani ho poori tujhi se
meri yeh kahaani

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films