Video of this song from youtube
Ye Zindagi Berang Thi Tumne Sajaya Ise - ये जिंदगी बेरंग थी तुमने सजाया इसे
SingerSunidhi Chauhan, Lucky Ali
Music byM M Kreem
LyricistSameer
Actor
CategoryRomantic Songs
MovieKasak (2005)
Lyrics of Ye Zindagi Berang Thi Tumne Sajaya Ise - ये जिंदगी बेरंग थी तुमने सजाया इसे
yeh zindagi berang thi tumne sajaya ise
dekhe hasi khwabo ke pal rangin banaya ise
aake tumhari baahon mein mujhe lagta hain duniya mil gayi
yeh zindagi berang thi tumne sajaya ise
dekhe hasi khwabo ke pal rangin banaya ise
tum rubru baithi raho
main tumko dekha karu
tanhai mein tumse sanam
main dil ki baatein kahu
madhosh hain madhoshiya
kehti hain ab khamoshiya
na gumsum raho tum
yeh ashknaama mehka sama
tumne dikhaya ise
dekhe hasi khwabo ke pal
rangin banaya ise
tum jo miley lamhe khile
jeene ka matlab mila
chalta rahe saari umar
ye dilnashin silsila
in surmai zulfo tale
so jaao tum lagke gale
bhula ke jaha ko hote hain kya
darde sada tumne banaya ise

Comments on song "Ye Zindagi Berang Thi Tumne Sajaya Ise"
einsqad on Friday, September 28, 2007
i like this song becoz my best memories are attached with this song...
i like this song becoz my best memories are attached with this song...
Farhana Begum on Friday, December 14, 2007
luv this song mkes me remebah sum of meh pple :(
luv this song mkes me remebah sum of meh pple :(
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

man lucky ali has the best song he hasnt released a another album after
kabhi aisa lagta hai in 2004 i hope does pretty soon