Video of this song from youtube
Youngistaan Anthem - यन्गिस्तान एंथम
Lyrics of Youngistaan Anthem - यन्गिस्तान एंथम
?? ko bechne ko kya tum sab taiyaar ho, haan aa..
haan me haan milado yaaron ungli apni utha do, haan aa..
har pange mein legal hai apni takat pe jaan lo
hum nation ke future hai badlenge kal ko than lo
likhenge apni ik nai dastaan
youngistaan badhte raho, youngistaan chup na raho
apni takat ko pehchanlo youngistaan badhte raho

jutoon ko bandh ke kas k chalna hai apne raste
ruk ruk girne ke dar se chadhna hai aaj shikhar pe
ho jinke irade pakke sapne bhi unke sache
aisi hai apni pehchan na zor chale koi humpe
karein sab kuch apne hi dam pe aisi hai apni pehchan
youngistaan badhte raho, youngistaan chup na raho
apni takat ko pehchanlo youngistaan badhte raho

na ladkhadaye ye jigar jab andhiyon se takraye
mitti ki khoshboo rang laye parcham humara lehraye
muthi hawa mein fenko suraj ki aankh me dekho
muthi hawa mein fenko suraj ki aankh me dekho
jut jao ab ladne ko youngistaan youngistaan
youngistaan badhte raho, youngistaan chup na raho
apni takat ko pehchanlo youngistaan badhte raho

youngistaan youngistaan youngistaan youngistaan
youngistaan youngistaan youngistaan youngistaan
lyrics of song Youngistaan Anthem
Comments on song "Youngistaan Anthem"
Sahithi Goud on Monday, August 17, 2015
Helped me to learn the song for competition in my school thankyou:-D
Sahithi Goud on Monday, August 17, 2015
Awesome song helped me to learn the song for my competition :-D
Riya Singh on Saturday, October 31, 2015
Inspirational
Rahul Sharma on Friday, February 28, 2014
Powerful...
Sandy Singh on Wednesday, March 26, 2014
Nice song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films