Video of this song from youtube
Lyrics of Yuhi Kat Jaayega Safar - युही कट जायेगा सफर
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se

hum hai raahi pyar ke chalna apna kaam
hum hai raahi pyar ke chalna apna kaam
palbhar me ho jaayegi har mushkil aasan
palbhar me ho jaayegi har mushkil aasan
housla na harenge hum to bazi maarenge
housla na harenge hum to bazi maarenge
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se

kehti hai ye waadiya badalega mausam
kehti hai ye waadiya badalega mausam
na koi parvah hai khushiya ho ya gum
na koi parvah hai khushiya ho ya gum
aandhiyo se khelenge dard sare jhelenge
aandhiyo se khelenge dard sare jhelenge
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se

mehnat ke aage sabhi takdir hai bekar
mehnat ke aage sabhi takdir hai bekar
hoti uski jit hai jo na mane haar
hoti uski jit hai jo na mane haar
raat jab dhal jati hai
subah suhani aati hai
raat jab dhal jati hai
subah suhani aati hai
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
yuhi kat jaayega safar sath chalne se
ki manjil aayegi nazar sath chalne se
lyrics of song Yuhi Kat Jaayega Safar
Comments on song "Yuhi Kat Jaayega Safar"
Om V on Friday, December 19, 2008
The migration happend out of India (from Himalayas) to various parts of the
world. The civilization (original, seed) was placed safely in Himalayas and
then slowly there were 5 groups where formed which migrated across various
parts of the East Asia, Western Asia, Europe and into Southern India.
However, the vedic culture was fully preserved in India alone as the
geography and climate was more condusive for such a system.
Om V on Friday, December 19, 2008
This not true for the migrating groups as they had to confront sever
cliamtic conditions. This is also evident by the flag of the ancient
civilzation and kigdoms. The Sun, The Moon and later the star. Japan still
has Sun on its flag. Various other asian countries have Moon or Cresecent
and we see Israiel has star on its flag. America has only stars on its flag.
ccwshikar1 on Sunday, November 21, 2010
as salam alekum kaise mizaj hain aap k ALLAH ka shukar hai hum theek hain
ayesha jee aap ki slection bohot achi hai mujhe bohot pasand aayi hai umeed
hai aap aur ache songs slect karen ge. apna khayal rakhye ga ALLAH HAFIZ
aap ka friend. naveed qureshi naveed_naz17@yahoo.com
ccwshikar1 on Sunday, November 21, 2010
as salam alekum kaise mizaj hain aap k ALLAH ka shukar hai hum theek hain
ayesha jee aap ki slection bohot achi hai mujhe bohot pasand aayi hai umeed
hai aap aur ache songs slect karen ge. apna khayal rakhye ga ALLAH HAFIZ
aap ka friend. naveed naveed_naz17@yahoo.com
Om V on Sunday, December 21, 2008
The presence of stars in the USA flag MUST NOT be confused as it also has
Blue and Red strips. Blue is symblic for Moon and Red for the SUN.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Hum Hain Rahi Pyar Ke (1993)
Aamir Khan, Juhi Chawla, Master Shahrukh, baby Ashrafa, Mushtaq Khan, Javed Khan, Tiku Talsania, Kunal Khemu, Veeru K, G P Singh, Amrut Patel, Dalip Tahil, Navneet Nishan, Ramesh Goel, Birbal, Robin Bhatt, Mahesh Raaj, Anjana, R D Burman, Aslam, Navin KumarAlka Yagnik, Kumar Sanu, Sadhana SargamSameerNadeem Saifee, Shravan KumarMahesh BhattTahir HussainHum Hain Rahi Pyar Ke at IMDB      Hum Hain Rahi Pyar Ke at WikipediaHum Hain Rahi Pyar Ke at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type