Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Yun Hafte Hafte
4.00 - 2 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Yun Hafte Hafte - यूँ हफ्ते हफ्ते
yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona
yun intezaar karte karte, chain dil ka khona
ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana
jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya
he tang aa gaya, main to tang aa gaya

jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi
tang aa gayi, main to tang aa gayi

tum kyaa jaano jaanam, tumse kitna pyaar hain
harpal teri yaadon ki, barsaat hoti hain
tum kyaa jaano jaanam, tumse kitna pyaar hain
harpal teri yaadon ki, barsaat hoti hain
nazar bacha kar duniya ki, nikalna mushkil hain
chaaron taraf bas teri meri baat hoti hain
ye to hain afsaane, naa milne ke bahane
aisi baate sun sun kar, main ho gaya deewana
jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya
he tang aa gaya, main to tang aa gaya

yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona
yun intezaar karte karte, chain dil ka khona
ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana
jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya
tang aa gayi, main to tang aa gayi

mujhko to raaton mein, ab neend nahi aati hain
dil ko pal pal jaanam, teri yaad sataati hain
mujhko to raaton mein, ab neend nahi aati hain
dil ko pal pal jaanam teri yaad sataati hain
har hawa ka jhoka teri khusbu lekar aaye
tu kyaa jaane pyaar tera, mujhko kitna tadpaaye
meri bechaini ko, diljaani tu na jaane
aise aahein bhar bhar ke, din dhalte nahi hain jaana
jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi
tang aa gayi, main to tang aa gayi

yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona
yun intezaar karte karte, chain dil ka khona
ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana
jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi
he tang aa gaya, main to tang aa gaya
tang aa gayi, main to tang aa gayi
ha tang aa gaya, main to tang aa gaya
lyrics of song Yun Hafte Hafte
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Hatya - The Murder (2004)
Akshay Kumar, Varsha Usgaonkar, Naveen Nischol, Johny Lever, Laxmikant Berde, Rajendra Gupta, Raza Murad, Harish Patel, Pankaj Berry, Reema Lagoo, SudhirAhmed Mirza, Sarika Kapoor, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod, Sapna MukherjeeHasrat Jaipuri, Rani MalikNadeem - ShravanKader KashmiriS A LuthriaHatya - The Murder at IMDB      Hatya - The Murder at WikipediaHatya - The Murder at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type