Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Yun Khun Garibo Ka Bahati Hai Khudai - यूँ खून गरीबो का बहाती हैं खुदाई
yu khun garibo ka bahati hai khudai
yu khun garibo ka bahati hai khudai
allah duhai hai duhai hai duhai
kab tak ye sitam
kab tak ye sitam aur ye dar dar ki gadai
milta nahi do din ke liye bhi ek tera sahara
ek tera sahara, ek tera sahara, ek tera sahara

ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai
ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai
kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai
kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai
mai kuch bhi hu bacha to gunehgar nahi hai
ye bhi to tukdo par karega ye gujara
ek tera sahara, ek tera sahara, ek tera sahara

mana hai teri den
mana hai teri den jamane se nirali
sab kuch diya tune jise hath uske hai khali
sab kuch diya tune jise hath uske hai khali
malik hai jo
malik hai jo ghar ka wahi dar par hai sawali
aaj apna hi mohtaz hai ye rajdulara
lyrics of song Yun Khun Garibo Ka Bahati Hai Khudai
Comments on song "Yun Khun Garibo Ka Bahati Hai Khudai"
anmolfankaarsite on Saturday, September 21, 2013
This part is by Ehsan Rizwi. In the first part he and Shameem gave lyrics
together.
saz9297 on Monday, April 09, 2012
beautiful song of shamshad begum can you name who is lyrist. seems scratch
in mid.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shama (1946)
Ulhas Wasti, Mahtab, Anwari, Prakash, Jafri Begum, Amir Bano, Sadat Ali, ChandaShamshad Begum, Zohrabai, Hamida Banu, G M DurraniShams Lakhnavi, Ehsan Rizvi, Shewan Rizvi, ShamimGhulam HaiderKeeka, Khambata, MajidShama at IMDB      Shama at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type