Video of this song from youtube
Advertisement
Yun To Mera Dil Machalta Nahi Aasani Se - यु तो मेरा दिल मचलता नहीं आसानी से
SingerSadhana Sargam, Himesh Reshammiya
Music byHimesh Reshammiya
LyricistSameer
ActorHimesh Reshammiya
CategoryRomantic Songs
MovieDamadamm! (2011)
Lyrics of Yun To Mera Dil Machalta Nahi Aasani Se - यु तो मेरा दिल मचलता नहीं आसानी से
yun toh mera dil machalta nahi aasani se

lekin jab se tujhko dekha dil gaya jaane kya tujhme baat hai

ud rahe hawa ke jaise aaj mere armaan kyun
dil ke ghar me aa baitha hai ajnabi sa mehmaan kyun
chhoti chhoti baato me bhi aa raha maza kitna
bewajah hi anjaana sa bann raha hai fasana kyun

sharaarat tumhari aankho me bhari hai
lekin yeh adaa bhi achhi lag rahi hai
mujhe hai pata jo mujhko hua hai
kuch na kuch toh waisa tujhe bhi hua hai
par le doobe na mujhko silsila hamara

machalta nahi aasani se

Comments on song "Yun To Mera Dil Machalta Nahi Aasani Se"
Truth284 on Tuesday, September 13, 2011
just one word. Outstanding... Damadammm..

Akshu Khatri on Saturday, September 17, 2011
LOVE IT!!!!!
LOVE IT!!!!!
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

only mad freak people can dislike this song... love this song