Video of this song from youtube
Zamana Ulfat Ke Gun Gaaye - जमाना उल्फत के गुण गाये
Lyrics of Zamana Ulfat Ke Gun Gaaye - जमाना उल्फत के गुण गाये
ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
tu bhi suna de pyar ka nagma
tu bhi suna de pyar ka nagma
ae dil kyun sarmaye aaha ji kyun sarmaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye

bulbul bhanwre aur parwane
bulbul bhanwre aur parwane
dil ki lagi ko kaun na jane
dil ki lagi ko kaun na jane
koi pukare lut liya man
koi pukare lut liya man
koi pukare haye haye pukare haye haye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye

pyar ki duniya hai matwali
pyar ki duniya hai matwali
kaun sa dil hai dard se khali
kaun sa dil hai dard se khali
ik adaa me lakho jadu
ik adaa me lakho jadu
pyar kise na bhaye kise na bhaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye
zamana zamana ulfat ke gun gaaye
lyrics of song Zamana Ulfat Ke Gun Gaaye
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films