Video of this song from youtube
Zamane Walo Apni Meharbani Dekhte Jana - जमाने वालो अपनी मेहरबानी देखते जाना
Lyrics of Zamane Walo Apni Meharbani Dekhte Jana - जमाने वालो अपनी मेहरबानी देखते जाना
kya jane kis khata ki saja pa rahi hun main
marne ki aur hun main jiye ja rahu hun main
jamane walo apni meharbani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo apni meharbani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo

hansi to hai ghadi bhar ki
hai tona jindagi bhar ka
likhi hai khun se apni kahani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo apni meharbani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo

tumhare bas me duniya hai
jo chaho to badal dalo jo chaho to badal dalo
jo chaho to badal dalo
garibo ki magar ye bejubani dekhte jana
kisi ki mitti me milti jawani dekhte jana
jamane walo
are o jindgani ki bahaare dekhne walo
meri ujadi hui ye jindgani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo apni meharbani dekhte jana
kisi ki mitti me milati jawani dekhte jana
jamane walo
lyrics of song Zamane Walo Apni Meharbani Dekhte Jana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films