Video of "Ziddi Hai Dil Sunta Nahi" from YouTube
Advertisement
Ziddi Hai Dil Sunta Nahi - जिद्दी है दिल सुनता नहीं
SingerMannan Shaah
Music byMannan Shaah
LyricistJaved Akhtar
ActorParineeti Chopra
CategoryDard Bhare Geet
MovieNamaste England (2018)
Lyrics of Ziddi Hai Dil Sunta Nahi - जिद्दी है दिल सुनता नहीं
ziddi hai dil sunta nahi ke mushqil hai kya

behlaun mai lakh samjhaun mai magar dil hathila kahe
tum hi iski ho tamanna tum hi iski aarzu
dil hai mera ik jazira tum samandar char su
dil ka main kya karun main jiyun ya marun
kya karun kya karun tum kaho kya karun
kehta hai ye dil zindagi raat hai aur tum roshni
rehta hai ye dil khwabon ki duniya me jo hai tumse bani
sehta hai ye dil tum bin ik aisi rut hai jo tanhai ki
behta hai ye dil dard ki us nadi mein jo hai beh rahi
sari majburiyan paa gayi hai darmiyan magar dil hathila kahe

dil hai mera ik jazira tum samandar chaar su

kya karun kya karun tum kaho kya karu
soya hai ye dil bas tumhare hasin sapno ki bahon me
khoya hai ye dil bite lamhon ko jati huyi rahon me
goya hai ye dil aaj bhi unn mohabbat bhari baton me
roya hai ye dil yaad karke tumhein chandani raton me
gehri mayusiyan chha rahi hai yahan magar dil hathila kahe

kya karun kya karun main kya karun

Namaste England (2018) - Movie Details
Film CastAditya Seal, Alankrita Sahai, Anil Mange, Arjun Kapoor, Mallika Dua, Parineeti Chopra, Satish Kaushik
SingerAtif Aslam, Akanksha Bhandari, Vishal Dadlani, Payal Dev, Badshah, B Praak, Shahid Mallya, Antara Mitra, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi, Shadab Faridi, Shashaa Tirupati, Mannan Shaah, Diljit Dosanjh, Aastha Gill
LyricistJaved Akhtar, Master Rakesh I, Badshah
Music ByMannan Shaah, Rishi Rich, Badshah
DirectorAkshay Jayantilal Gada, Dhaval Jayantilal Gada, Vipul Amrutlal Shah
ProducerVipul Amrutlal Shah
External LinksNamaste England at IMDB Namaste England at Wikipedia
Movie at YTNamaste England at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films