Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.25 - 4 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Zindagi Humse Huyi Hai Door - जिंदगी हमसे हुई है दूर
zindagi humse hui hai dur
pyar ne kiya hume majbur
kisi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai
zindagi humse hui hai dur
pyar ne kiya hume majbur
kisi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai

hua hai gam se dil pamal
na puchho na puchho
mujhse mera haal
hua hai gam se dil pamal
na puchho mujhse mera haal
bana tha dil me jo mehman
use haye dil na saka pahchan
usi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai

mitane ke liye kya aashiya
koi banata hai
chaman ko baagbaa kab
apne hatho se jalata hai
hui kuch humse aisi bhul
khile na armano ke phul
magar ab aah bharte hai
na jite hai na marte hai
lyrics of song Zindagi Humse Huyi Hai Door
Comments on song "Zindagi Humse Huyi Hai Door"
Jagjit Singh Ishar on Saturday, January 24, 2015
Never heard this song before. Buried under the mist of time & trend these
forgotten gems are very rarely heard these days.
Mwaqas66 on Tuesday, August 21, 2012
Wah Wah kiya baat hai lata ji ki.In ke gaane sunkar dil ko chen pohnchta hai

Chandrakant Pusdekar on Saturday, March 15, 2014
ONE OF THE BEST !
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dhuaan (1953)
Lata Mangeshkar, Krishna Goyal, PremlataRajendra KrishanVasant Desai, DhaniramDhuaan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type