Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Zindagi Ki Raah Me Tez Chal - जिंदगी की राह में तेज चल
ho jindgi ki raah mein tej chal
kahi na tham jane de manjil badha
jane de manjil badha har kadam badhta ja
har kadam har kadam
hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha
hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha
hai isi talas mein jindgi ka karwa
hai isi talas mein jindgi ka karwa
iske bagair kaise ho sakegi ye bahar
ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana
kadam badhata ja har kadam har kadam

jhum ke chal ganv ganv
pi ki mohabbat ja jaam
le kar nikal khub tu
ishq ka rangin paigam
le kar nikal khub tu
ishq ka rangin paigam
le kar nikal khub tu
ishq ka rangin paigam
sakh badhe kadam kadam jab tak ho dam
ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana
kadam badhata ja har kadam har kadam

jindgi ki raah jindgi ki raah
tej chal kahi na tham jane de manjil badha
tej chal kahi na tham jane de manjil badha
har kadam badhata ja har kadam har kadam
sama mohabbat ka gam tere dil mein jal uthe
har andheri raat se roshani ubal uthe
har andheri raat se roshani ubal uthe
kho sake na fir kabhi jindagi ke ye sitam
ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana
kadam badhata ja har kadam har kadam

jindagi hai roshani ishk aaftab hai
jindagi hai roshani ishk aaftab hai
jindagi hai roshani ishk aaftab hai
jindagi hai roshani ishk aaftab hai
ishq hi kahi khuda ishq hi kahi sanam
ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana
kadam badhata ja har kadam har kadam
lyrics of song Zindagi Ki Raah Me Tez Chal
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shahnaz (1948)
Altaf, Nihal, Begum Para, Sheikh, Shanta Patel, ShyamaAmirbai, Mohammed RafiDukhi Premnagri, Ameer Usmani Deobandi, Fiza Kausari Bangalori, Akhtar Pilibhiti, Arshi AjmeriAmirbai KarnatakiS HassanShahnaz at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type