Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Zindagi Se Yahi Gilaa Hai Mujhe - जिंदगी से यही गिला है मुझे
zindagi se yahi gilaa hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe

humasafar chaahiye hujum nahi
humasafar chaahiye hujum nahi
humasafar chaahiye hujum nahi
ek musaafir bhi qaafilaa hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe

dil dhadakta nahi sulagta hai
dil dhadakta nahi sulagta hai
dil dhadakta nahi sulagta hai
dil dhadakta nahi sulagta hai
wo jo khwaahish thi aabalaa hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe

labkushaa hun to is yaqin ke saath
labkushaa hun to is yaqin ke saath
labkushaa hun to is yaqin ke saath
qatl hone ka hauslaa hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe

kaun jaane ki chaahato me faraaz
kaun jaane ki chaahato me faraaz
kaun jaane ki chaahato me faraaz
kya ganwaya hai kya mila hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe
tu bahut der se mila hai mujhe
zindagi se yahi gilaa hai mujhe
lyrics of song Zindagi Se Yahi Gilaa Hai Mujhe
Comments on song "Zindagi Se Yahi Gilaa Hai Mujhe"
rafie282000 on Tuesday, July 03, 2012
Jiski talaash hai usko pata hi nahi, hamari chahat ko usne samjha hi nahi,
hum poochte rahe ki kya tumhe humse pyar hai. woh kehte rahe ki unhe pata
nahi..
Aarora Surenn on Saturday, January 07, 2012
really one of the best singing voice and way of singing and delivery of the
words says the quality of singing .. great singing.
J Singh on Friday, June 27, 2014
I heard this ghazal back in 1992 in Toronto. I love this ghazal .gulam ali
is the best in the world. no body wil born again like this ghazalkar. is
tra n da put maa hor nhi jam sakdi.
Baishali Maitra on Monday, January 16, 2012
it was my great honor i was so fortunate that i had seen MR.ALI'S LIVE
performance in kolkata,india,,,,i think its one of my great achievement
,,,,,,apki umar lambi ho,,,
Harpal Singh on Saturday, April 28, 2012
This is one of the my most loved Gazals of Khan sahib...can anybody upload
video of this Gazal...i ll be indebted for life.THANKS IFTEE555
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Anjuman (Ghulam Ali)
Ghulam AliFarhat Shahzad
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type