Video of this song from youtube
Average Rating : 4.29
Total Vote(s) : 152
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Comments on song "Bane Chahe Dushman Zamana Hamara"
MrAashishkaushik on May 30, 2012
yeh baatein main kehna nahi chahta tha par kehni padi, maine jo bhi likha
bilkul sach likha aur sirf isiliye likha ki ab yeh religion ki bakwaas kam
se kam music mein na aaye aur jaise aapke liye rafi idol hai waise hi mere
liye kishore da mere guru hai to bas yahi hai aap rafi sahaab ke gaane
enjoy kijiye aur main kishore da ke,aasha hai ki yeh religion ki galatfahmi
door ho aur hum sirf music ko enjoy karin,thanks
melodiousmeh on June 03, 2012
Ye FM Channels ka kia ...isliye remix kam hote.h, 16-17 sal pehle aisa nahi tha Jab FM ka itna zor nahi tha..vivid bharti aur all india radio pe SABKO SAMMAN Aur Izzat Milti thi but,FM aur Media ne Ek Aankh se Dunia dekhne shuri ki aur nayi genration se Rafi ki Yadon ko Miane ki Purzor koshish ki...Jaisa Ek bar Vinod Rathore ne kaha tha k usne Rafi ke Gane Bohot Kam sune the wo bachpan se Kishore k Fan the baad me aake Jab unhone Rafi ko suna..to wakai unko salam kia aur Mana Rafi greatest
melodiousmeh on June 03, 2012
Sahi Baat hai I am agree with u
melodiousmeh on June 03, 2012
1971 se 1975 tak Kishore Beshak Top pe Rahe (coz of dogla bartaw vyvhar with rafi & media propegenda) 1976 se 80 tak rafi ko edge rahi...1981 se 87 tak Kishore top pe rahe after Death of Rafi...but Amitabh ko Kishore ne Nahi balki..Praksh Mehra, M Desai, Salim Javed aur Kader khan jaise Logon ne Banaya..Par ek bat to hai Big B ne Kabhi Kisi ko Credit nahi dia..P Mehra ke Last Time bhi nahi gaye..ghar ki shadi me kisi ko nahi bulaya, Shatru. Kader.Kishore..aur Salim Javed se Rishte Kharab kie
melodiousmeh on June 03, 2012
Jab bhi 2 Version Kisi song ke Rafi ke sath aaye to Rafi zyada Hit Hue jaise..Ehsan Tera Hoga Mujhe pe, Jab Jab Bahar aayi aur phul, O Mere Shahe Khuba, Tum Bin Jau kaha, Rang aur Noor ki barat, Dil Jo Na Keh Saka, Tu is tarah se Meri Zindagi me Shamil, Wadiyan Mera Daaman, Teri Ankhon ke Siwa Dunia me, Tum Mujhe Yu Bhula na Paoge..etc...
melodiousmeh on June 03, 2012
Rafi ke Gaane har age ka Insaan sunta hai (shart ye hai ko wo positive ho) .Par Rafi ko Mitaane ki Koshish zarur ho rahi hai.isliye kuchh log jaante hi nahi Rafi kya hain...mere ek do dost hai hai jinhone Rafi ko bohot Kam suna tha par jab ...unhone suna to wakai wo majboor hue manne ke liye ke...he is the Greatest..rafi wo hai jinhone Playback ko..sahi maayne me...har ksabe har gaon har hisse me dunia ke Famous kia..par usko wo Sila nahi dia ja raha Jiske wo Haqdar hain
melodiousmeh on June 03, 2012
Media ka Rukh aur Bartwaaw Sahi nahi hai..wo sirf..RD Burman...Big B...Kishore..Lata ..Yash Chopra Karan johar.SRK ko ahmiyat aur exposure de rahe hai...Rafi, SJ, LP, BR,Ravi OPnayar, Mukesh, Dilip Kumar k Sath Dogla Bartaw kar rahe hain...Big B ki grand daughter ko bhi aise sensational bana ke dikhate hai jaise pata nahi kya..aasman tutu gaya...gole circle bana bana k dikhate hai..aur dusri taraf Mahaan MD..RAVI ji dunia se chale gaye...kitna dikhaya media ne...
MrAashishkaushik on June 04, 2012
BHAI MUJHE NA AMITABH SE MATLAB HAI NA YASH CHOPRA YA KARAN JOHAR SE, HAAN
MAINE BHI WO RAVI JI KA NEWS DEKHA AUR JAB PATA CHALA TO YOUTUBE PE SAB
LOGO KO BATAYA TAAKI JINKO NAHI PATA HAI WO UNKO TRIBUTE DE SAKE AUR HAMARI
MEDIA TO MAHAAN HAI HI WO TO DHONI KE 'HELICOPTER' SHOT KO GREAT SHOT
BATATI HAI AUR RAKHI SAWANT KI NEWS NUTAN YA SADHNA JI SE JYAADA DIKHATAI
HAI LEKIN YEH MEDIA HI HAI JISNE YEH BHI KAHA HAI KI RAFI KO 'BHARAT RATNA'
MILNA CHAHIYE.
MrAashishkaushik on June 04, 2012
WOHI TO MAIN KEH RAHA HOON KI SIRF YEH LOG HI KYON NIRUPA ROY, SHASHI
KAPOOR,REKHA,KUCH AUR AISE LOG HAI JINKO AMITABH NE KABHI CREDIT NAHI DIYA,
AMITABH KO UNKE DIALOGUE KE LIYE BHI JANA JAATA HAI JO HAMESHA KADER SAHAAB
NE LIKHE(KYONKI WO MERE FAVORITE KHAN HAI ISILIYE) LEKIN AAJ TAK AMITABH NE
UNKA NAAM NAHI LIYA KYONKI AMITABH KA UNSE JHAGDAA HUA THA LEKIN EK BAAT
YEH BHI HAI KI LOGO NE BHALE HI AMITABH KI MOVIES NA DEKHI HO PAR GAANE
ZAROOR SUNE HAI ISILIYE CREDIT TO KISHORE DA KO JAATA HAI
MrAashishkaushik on June 04, 2012
AB CHAHE AMITABH CREDIT DE YA NA DE AUR DEKHO YEH BILKUL SIMPLE SI BAAT HAI
BHAI KI 1952 SE 1969 RAFI AUR 1969 SE 1987 KISHORE NE RAAZ KIYA, YEH BAAT
AAP CHAHE RAFI YA KISHORE KE UPER KABHI BHI KOI PROGRAM AAYE TO USME DEKH
SAKTE HO AUR YEH BAAT TO US TIME KE KAI MD'S BHI KEHTE HAI AUR YEH DOGLA
BRATAV KYA HAI YAAR AGAR AISA HOTA TO RAFI TO AANE SE PAHLE HI KHATAM HO
JAATE.
MrAashishkaushik on June 04, 2012
AP EK SIMPLE SA KAAM KARO JO MAINE PAHLE BHI KAHA THA KI 1970 SE LEKAR 1980
TAK KI 'BINACA GEETMALA DEKHO TAB AAPKO SAMAJH MEIN AA JAAYEGA KI KISHORE
DA US TIME RAFI SE KITNE AAGE THE, 'BINACA GEETMALA KE GAANE UNKI
POPULARITY KE ACCORDING HOTE THE, AB KUCH LOG JO AAPKE ACCORDING RAFI KO
NEECHA DIKHAANA CHAHTE THE WO INDIA KE LOGO KO FORCE TO KAR NAHI SAKTE THE
KI AAP RAFI KE NAHI KISHORE KE GAANE SUNO, EK BAAR AP CHECK ZAROOR KARO TAB
DEBATE KI KOI BAAT HI NAHI RAHEGI.
MrAashishkaushik on June 04, 2012
main kishore-rafi ki baat kar raha hoon,rafi-lata ki nahi, yeh baat to
duniya jaanti hai ki kishore da ka 'tum bin jaaon kahan' jyaada famous,
'zindagi ek safar' ke baare mein to kehne ki zaroorat hi nahi hai, ab yeh
to zabardasti hui ki rafi ka jyaada better tha kyonki aap rafi ko pasand
karte hai, jo sach hai use maaniye, kishore da aaj bhi aaj ke
singers,actors se kahi jyaada famous hai aur jitna news channel unke
birthday par news dikhate hai utna to amitabh par bhi nahi
MrAashishkaushik on June 04, 2012
ab log sunte hi kishore da ke gaane hai to isme fm channels ka kya dosh aur
jahaan tak mujhe pata hai to rathod ne hamesha kishore da ko hi best kaha
hai aur apna 'guru' mana hai
ali khan on July 07, 2012
amithabh kills it!!!!!!!!
melodiousmeh on July 15, 2012
Yes Definitely Rafi deserve Bharat Ratna & ye Baat Puri media ne Nahi Vinod Dua jaise Logo ne Kahi hai
melodiousmeh on July 15, 2012
U r absolutely wrong ke Amitabh ki Hit Filmo ka Credit Kishore ko Jata hai 100% Galat Arey iska Credit Praksh mehra, Manmohan desai, Salim Javed ,Kader Khan etc ko jata hai & Amitabh ki Max. Films Musical hit nahi balki Action movies this wo apne ek Angry yong man ke Kirdaar k liye hit hui jo Cinema me ekdam naya tha
melodiousmeh on July 15, 2012
Samaj me cheeze sahi nhi hai apne kabhi feel nahi kia so jis tan lage wo hi jane khair yahi ye sahi hai k 1969 se 75 tak kishore zyada Hit Rahe par isme Media aur negetive logo ka haath tha , Accha 1 bat Batao ke Asha ek Mahan singer hote hue bhi Lata se se zara sa peeche kyu hain ? aur 1976 se 80 tak Rafi thoda aage hi rahe kishore se Par Better Singer Kaun hai rafi ya kishore Playback singing ko kisne Asman ki unchai tak ek star Icon banaya bolo sahi maayne me Rafi playback ke Sartaj hain
melodiousmeh on July 15, 2012
Bat 1970 se 80 ki Nahi Baat ye hai ke society me Bhedbhaw aur jo jiska hqdar hai usey us se mehroom rakhna, ye sahi hai k 1970 se 76 tak kishore aage rahe par mera sawaal ye hai ke aisa kyu hua aur aisa sulook Amitabh ya lata ke saath kabhi hua hai kya? Arey dost jo playback hum sunte hai usko sahi pehchan banane waley Rafi hai wo hi to the jinhone har mood har type ka song gaya unse pehle koi tha kya aisa wo hi to the jinhone playback ki Buniyaad par ek Alishaan Imaarat khadi ki
melodiousmeh on July 15, 2012
Par Usi Insaan ko aaj Secondry Saabit karne ki Koshish ho rahi hai aur isme media aur kam knowledge rakhne waley singers aur Nafrat me doobe hue dilo ka haath hai aur har cheez ko ek hi chashme se dekhte hain khair Jis Admi ne Playback ko ek Actor jitna hi popular kar dia n Beshak play ki Shuruaat pehle ho gai ho par usko Sajaya sanwara aur nikhara Asman ki Unchai tak Rafi ne hi pohchaya n usi admi ko 2nd saabit kia ja raha hai arey Kishore to bohot baad me aaye 20 saal tak rafi hi the
melodiousmeh on July 15, 2012
Log ko sunaya jata hai bhai n media ke paas wo taqat hai jo din ko raat aur raat ko din saabit kar de.
melodiousmeh on July 15, 2012
Dost 25sal ek taraf aur 3songs (tumne do char aur jod diye ) ek taraf kabhi barabar nahi ho sakte ye Injustice hai fair nahi hai, Kisi bhi field me 25saal bitane ke bad or 20 sal Raj karne k baad us admi ko ap compare nahi kr skte kisi ki sirf 1 success se wo bhi us admi ko jo ek field ka raah dikhane wala raha hai, agar sirf aisa hota k "chalo ek naya talent samne aya behtreen kalakar hai aajkal iska daur agaya" to bhi theek tha PAR YE NAINSAAFI HAI KE USKO COMPARE KIA JAYE US SENIOR K SATH
shayan ahmad on March 01, 2013
rafi sb aapka jawab nahi jaan nikal deya hai is song may aapne
IamModest001 on March 11, 2013
Just notice the scale Rafi Saab starts the song at ... Kishore is on a
different scale altogether ... then Rafi Saab again matches the scale with
Salaamat Rahe Dostana Humara ... Clearly Rafi Saab was the Best !!!
mannu sweet on May 17, 2013
yeh song to my brother ammu from mujju
rafie282000 on June 01, 2013
Thanks for close watch ur right .even must listen this type of song sung
by Mukesh,Kishore, Janab Rafi sahab Amar Akbar Anthony ...Humko tumse ho
gaye pyar kya karen ..
Parveez Ahamed on June 11, 2013
BEST FRIEND
Mr.Sohail shaikh on July 24, 2013
very nice song
anil yadav on November 06, 2013
dost me jaan
Mrpkv1006 .pkv on November 22, 2014
BAAT AISE KISHORE SAAB IS VERY GOOD SINGER AUR RAFI SAB IS THE GREATEST
EVER BORN P K VISHANATH
Alon Chuliyil on January 18, 2015
Kishore says to Rafi :Ek duje ke dil me rehte hai hum
Vinod Thampi on September 05, 2015
in very many posts,the debate is who between kishoreda or rafisaab was
greater ;still in doubt for all musis lovers..but the worry over the
debate stops when all understand that the BEST/ULTIMATE singer of India is
YESUDAS----the male singer with the best voice,maximally
trained,extensively utilised by music directors all over india,recipient of
highest awards on merit ,singer with the biggest vocal range( bottom to top
cascade) and above all,he considers himself still a student of music !!!
sher singh on September 17, 2015
Oh Gosh!! This must be one of the best tunes of all time, seriously, what a
soul touching song. Brought the music cassette in 1980. Always listened to
this track. School time memories. Mr S.Sinha and Amit Jee, what a
combination!! Killer. Nice work lads.
Popular Links on HindiGeetMala
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type