Video of this song from youtube
Lyrics of Aashaa Ke Jab Dip Bujhe, Apani Chhaya Men - आशा के जब दीप बुझे अपनी छाया में
aasha ke jab deep bujhe to man ka deep jala
jag ka rasta chhod musafir teri raah chala
apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe
apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe
apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe

ab mujhe gam ka gam, na khushi ki khushi
ab mujhe gam ka gam, na khushi ki khushi
hai andhera bhi mere liye roshni
main jeeu jab talak
main jeeu jab talak aajma le mujhe
aajma le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe
apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe

dekhkar main kisi ki khushi na jalu
dekhkar main kisi ki khushi na jalu
raah insaniyat ki humesha chalu
bhul jaau to
bhul jaau to jag se utha le mujhe
tu utha le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe
apni chhaya me bhagwan bitha le mujhe
main hu tera tu apna bana le mujhe
lyrics of song Aashaa Ke Jab Dip Bujhe, Apani Chhaya Men
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Insaaniyat (1955)
Dilip Kumar, Dev Anand, Jayant, Bina Roy, Agha, Vijayalaxmi, Shobhna Samarth, JairajAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna DeyRajindra KrishanC RamachandraS S VasanInsaaniyat at IMDB      Insaaniyat at WikipediaInsaaniyat at YouTube     |    Insaaniyat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type