Video of this song from youtube
Lyrics of Arziyaan Saari Main Chehare Pe Likh Ke Laaya Hu - अर्ज़ियाँ सारी मैं चेहरे पे लिख के लाया हूँ
arziyaan saari main chehare pe likh ke laaya hu
tumse kya maangun main, tum khud hi samajh lo
ya maula, maula maula maula mere maula
maula maula maula mere maula maula maula mere maula
maula maula maula maula maula maula maula maula
daraaren daraaren maathe pe maula
marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula
tere dar pe jhuka hu, mita hu, bana hu
tere dar pe jhuka hu, mita hu, bana hu
marammat mukddar ki kar do maula
marammat mukddar ki kar do maula

jo bhi tere dar aaya, juhkane jo sar aaya
mastiyan piye sabako, jhumata nazar aaya
jo bhi tere dar aaya, juhkane jo sar aaya
mastiyan piye sabako, jhumata nazar aaya
pyaas le ke aaya tha, dariya woh bhar laya
noor ki baarish me bhigata sa tar aaya
noor ki baarish me o o o
noor ki baarish me bhigata sa tar aaya
maula maula maula mere maula maula maula mere maula
maula maula maula maula maula maula maula maula
daraaren daraaren maathe pe maula
marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula
jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
mastiya piye sabko, jhumata nazar aaya
jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
mastiyan piye sabko, jhumata nazar aaya

o ek khushbu aati thi o ek khushbu aati thi
main bhatakata jaata tha, reshami si maaya thi
aur main takata jaata tha
jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
mujhe mein hi woh khushabu thi, jisse tune milwaya
maula maula maula mere maula
maula maula maula maula maula maula maula maula
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

aa aa aa aa
tutke bikharna mujhako zarur aata hai
hoo, tutake bikharna mujhako jarur aata hai
warna ibaadat waala shahur aata hai
sazade mein rehne do, abb kahi na jaaunga
ab jo tumne thukaraaya toh sanwar na paaunga
sazade mein rehne do, abb kahi na jaaunga
ab jo tumne thukaraaya toh sanwar na paaunga
maula maula maula mere maula
maula maula maula maula maula maula maula maula
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marmmat mukddar ki kar do maula, mere maula

sar uthaake maine toh kitni khwahishen ki thi
kitne khwaab dekhe the, kitni khosishen ki thi
jab tu rubaru aaya jab tu rubaru aaya nazaren na mila paaya
sar jhuka ke ek pal me o o o
sar jhuka ke ek pal me maine kya nahi paaya
maula maula maula mere maula maula maula mere maula
maula maula maula maula maula maula maula maula
maula maula maula mere maula, maula maula maula mere maula
mere maula
maula maula maula maula, maula maula maula maula mere maula

mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
maula maula maula mere maula maula maula mere maula
maula maula maula maula
lyrics of song Arziyaan Saari Main Chehare Pe Likh Ke Laaya Hu
Comments on song "Arziyaan Saari Main Chehare Pe Likh Ke Laaya Hu"
Bijay Karki on Sunday, April 29, 2012
Sorry hydiish,, plz don't be negative to me but true knowledge is not in
the hands of Dr. Zakhir Naik. So, lets not talk about him because I have
seen most of his videos...And it feels like he gives his speech as if he is
taking part on some debet competition rather than providing the true
meaning of Kudha and the path of enlightenment.If you believe on kudha then
its useless to talk like this.Khuda to ek aisha ehesas ka naam ho jo samne
rahe par dekhai na de.. so lets pray for everyone instead.
tarnicles on Tuesday, December 14, 2010
The very fact that we have a platform like the film industry to showcase
our diversity and multi-culturalism speaks volumes about us as a nation. We
have our problems and a fair share of nutcases, but music,art and culture
continues to unite us all. Lets the Pakis etc. rant and rave about the
usual stuff. They dont have brilliant songs/composers so they have to look
eastwards to ours and leave silly comments on our videos. Explains why so
many Pakis are on Indian music shows.
chilledwind1 on Thursday, September 15, 2011
Nafrat sey kuchh nahi hota bhai, yeh sirf apas mein dushmani barhati hain. Hum apas mein aur kitney larhe, aur kitney khun ki nadi bahaye. Is nafrat se hame, dono desho ko logo ko kya mil raha hain? Jara sochiey, phir bataiye. Hum log to ek hua karte they. ein phiringio ne desh ke tukrey kar diye aur hame do hisso me bnat diye taki hum apas me larhte rahen.
Please stop spreading hatred. Let us unite and spread the message of brotherhood. Hum ek bar phir mil julke rahey.
humaira ali on Monday, December 12, 2011
I Think it is referring to Moses : When I came face to face with you I
could not stand , but in that instant : what did I not get. Indeed the 10
commandments were everything. Good then and now too.( Moses facing God at
the burning Mount ) It is just so beautiful. I can listen to this song it
is so tranquilising. The line muqaddar ki marrammat kar do:construct my
destiny. Oh so nice. Lovely lyrics. Great Music . Its a Master piece.
Mayuresh Dhagamwar on Thursday, February 12, 2015
Real cool song. In today's modern fast hectic life, sometimes the mind gets
restless, drained out, anxious or stressed. But just by listening to such
soulful, devotional songs, there is a pacifying, calming, soothing,
stabilizing effect on mind, body and soul. Nice feeling of peacefulness!
And of course, Kailash Kher is perhaps the best Sufi-genre singer of all
times (at least as per my knowledge).
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Delhi 6 (2009)
Abhishek Bachchan, Sonam Kapoor, Atul Kulkarni, Divya Dutta, Om Puri, Rishi Kapoor, Waheeda Rehman, Pawan Malhotra, Supriya Pathak, Tanvi Azmi, Vijay Raaz, Deepak Dobriyal, K K Raina, Akhilendra Mishra, Sheeba Chaddha, Cyrus Sahukar, Daya Shanker Pandey, Rajat Dholakia, Khalid Mohamed, Vinayak, Aditi Rao Hydari, Indrajeet Sarkar, Geeta Agarwal, Rajiv Mathur, Geeta Bisht, Hussan, Prem Chopra, Amitabh Bachchan, Raghuveer YadavA R Rahman, Amitabh Bachchan, Ash King, Backing Chinmayee, Benny Dayal, Blaaze, Bonnie Chakraborty, Claire, Gujri Todi, Javed Ali, Kailash Kher, Karthik, Kishori Gowariker, Mohit Chauhan, Naresh, Rekha Bhardwaj, Shraddha Pandit, Shreya Ghoshal, Srinivas, Sujata Majumdar, Tanvi, Ustad Bade Ghulam AliClaire, Prasoon Joshi, Vivinenne PochaA R Rahman, Rajat DholakiaRakeysh Omprakash MehraRakeysh Omprakash Mehra, Ronnie ScrewvalaDelhi 6 at IMDB      Delhi 6 at WikipediaDelhi 6 at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type