Lyrics of Babuji Dhire Chalna, Pyaar Me Zara Sambhlna - बाबूजी धीरे चलना, प्यार में जरा संभलमा
baabuji dhire chalanaa
pyaar me zaraa sambhalanaa
haan bade dhokhe hai
bade dhokhe hai is raah me, baabuji
kyun ho khoye huye sar jhukaaye
jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
ye to baabuji pahalaa kadam hai
nazar aate hai apane paraaye
haan bade dhokhe hai
ye muhabbat hai o bholebhaale
kar na dil ko gamo ke havaale
kaam ulafat kaa naazuk bahut hai
aake hotho pe tutege pyaale
haan bade dhokhe hai
ho gayi hai kisi se jo anaban
thaam le dusaraa koi daaman
zidagaani ki raahe ajab hai
ho akelaa hai to laakho hai dushman
haan bade dhokhe hai
This song is performed by Geeta Dutt and appears on the soundtrack Aar Paar
(1954).
Babuji Dheere Chalna,
Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haan Bade Dhokhe Hain,
Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna.
Kyon Ho Khoye Hue, Sar Jhukaaye, Jaise Jaate Ho Sab Kuchh Lutaaye
Yeh Toh Babuji Pehla Qadam Hai, Nazar Aate Hain Apne Paraaye
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna.
Yeh Mohabbat Hai O Bhole Bhale, Kar Na Dil Ko Ghamon Ke Hawaale
Kaam Ulfat Ka Naazuk Bahut Hai, Aake Hothon Pe Tootenge Pyaale
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna.
Ho Gayi Hai Kisi Se Jo An-Ban, Thaam Le Doosra Koi Daaman
Zindgaani Ki Raahein Ajab Hain, Ho Akela Toh Laakhon Hain Dushman
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haan Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Iss Raah Mein
Babuji Dheere Chalna!
Music by:
O. P. Nayyar
Lyrics by:
Majrooh Sultanpuri