Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Behaka Behaka Main Behaka Behaka
3.88 - 17 votes
Aamir Khan, Asin ThottumkalRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Behaka Behaka Main Behaka Behaka - बहका बहका मैं बहका बहका
bahka mai bahka woh bahki hawa si aai
ek hi najar me sab manjil wanjil payi
hatake alag si thi bilkul juda si
na hi adaye na koi aangdai
bahka bahka mai bahka bahka
mehka mehka ye man hai mehka
bahka mai bahka wo bahki hawa si aai
ek hi najar me sab manjil wanjil payi

dhadkan dhak dhak dhak dhak dhak dhak hui
dil tha tha tha tha tha thai
chal dagmag mag dagmag mag hui
jhumu jhamak jhama jham
rasta taaku taaku taaku taaku taaku taaku mai
pal pal jaagu jaagu jaagu jaagu jaagu jaagu mai
baar baar badal karwat usko sochu mai
bahka bahka mai bahka bahka
mehka mehka ye man hai mehka
gujre jaha se wo raunak udaye
chhalke nadi si wo mujhko bhigoti jaye
wo gun gunaye nagine lutaye
khatta saa bachpan mithi shararat
thoda resham hai thodi najakat
kabhi sharmaye kabhi lehraaye
usme sahil hai aur jane kitni gehrai
bahka mai bahka wo bahki hawa si aai
ek hi najar mein sab manjil wanjil payi
hatake alag si thi bilkul juda si
na hi adaaye na koi aangdai

bahka bahka mai bahka bahka
mehka mehka yeh man hai mehka
uski boli jaise phulo ki toli
uska chalna rituye badalna
jhut bhi uske sachche lage achchhe lage
sach se bhi bade lage
raah me uski hath bandhe
palke bichaye hue sar ko jhukaye hue
khusbuo se chaye hue tkataki lagaye hue
sath saath jaane kitne sare mausam khade rahe
bahka mai bahka wo bahki hawa si aai
ek hi najar me sab manjil wanjil payi
bahka mai bahka wo bahki hawa si aai
ek hi najar me sab manjil wanjil payi
hatke alag si thi bilkul juda si
na hi adaaye na koi aangdaai
bahka mai haan bahka bahka mai
bahka mai haan bahka bahka bahka mai
bahka mai haan bahka bahka mai
bahka mai haan bahka bahka bahka mai
bahka mai haan bahka bahka mai
bahka mai haan bahka bahka bahka mai
lyrics of song Behaka Behaka Main Behaka Behaka
Comments on song "Behaka Behaka Main Behaka Behaka"
ChotiChica on Saturday, May 15, 2010
@Gviv82-Seriously and honestly, how many Hollywood stars do we know that
can dance AND act as well as all Bollywood actors do? I have never seen any
Hollywood movie where the actors break into song and dance to express
themselves. With it, they remove the "mooshiness" and add colour and fun!
Whether happy or sad!! I absolutely love these films!!!
Istiaque1 on Saturday, May 28, 2011
for all those arguing; Momento is about someone with short term memory
loss. then the director of Ghajini liked the memory loss part, took it and
put it together with a completely plot, and made it in Tamil. Then the same
director remade it for a Hindi him, this.
Bertug Altan on Wednesday, April 08, 2015
Aamir khan gibi hint oyuncu hayatımda görmedim adamın kaşlarına hayranım
yorum yazanlar her çocuk özeldir Türkçesi çıkmış üç hint oyuncundan en çok
aamir khan nı seviyorum seni asla yani ölene kadarda çok sevicem Aamir Khan

Vee Kaur on Friday, October 08, 2010
@TheTjmaman123 lol...yeah I do like a lot of his movies...but to me, I
still find them to be a bit typical...Aamir's movies always a tad bit more
significance and a tangible reality to them.
Shetos Jeh on Wednesday, June 24, 2015
Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii
Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Behka Min Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye

Dhadkan Dhak Dhak Dhak Dhak Dhak Hue
Dil Tha Tha Tha Tha Tha Thayee
Chal Dagmag Mag Dagmag Mag Hue
Jhoomoo Mein Jhamak Jhamajham
Rasta Takoon Takoon Takoon Takoon Takoon Mein
Pal Pal Jagoon Jagoon Jagoon Jagoon N Main
Baar Baar Badal Karwat, Usko Sochoon Mein
Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Guzare Jahan Se Woh, Raunak Udaaye
Chalke Nadi Si Woh, Mujhko Bhigoti Jaaye...
Woh Gun Gunaaye, Nagene Lutaaye
Khaata Sa Bachpan, Meethi Shararat
Thoda Resham Hai, Thodi Nazakat
Kabhi Sharmaye, Kabhi Lehraye
Usmein Saahil Hai Aur Jaane Kitni Gehraii
Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii

Behka Behka Main Behka Behka
Mehka Mehka Yeh Maan Hai Mehka
Uski Boli, Jaise Phoolon Ki Toli
Uska Chalna, Rituein Badalna
Jhoot Bhi Uske Sachche Lagey Achchhe Lagey
Sach Se Bhi Bade Lagey..
Rahon Mein Uski, Haath Baandhe Palke
Bichaaye Hue Sar Ko Jhukaye Huey
Khusboowon Se Chaaye Hue
Tkataki Lagaye Hue Saath Saaath Jaane Kitne
Saare Mausam Khade Rahein..
( Behka Main Behka, Woh Behki Hawa Si Aai
Ek Hi Nazar Mein Sab, Manzil Wanzil Paaye )... (2)
Hatke Alag Si Thi, Bilkul Juda Si
Na Hi Adaayein, Na Ko Aangraii
( Behka Mein Haan Behka Behka Main
Behka Mein Haan Behka Behka Behka Mein )... (3)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghajini (2008)
Aamir Khan, Asin, Jiah Khan, Pradeep Rawat, Khalid Siddiqui, Tinu Anand, Vibha Chibbar, Kunal Vijaykar, Sunil Grover, Anjum Rajabali, Sonal Sehgal, Sai Tamhankar, Rahul PendkalkarBenny Dayal, Javed Ali, Karthik, Pravin Mani, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Suzanne D'MelloPrasoon JoshiA R RahmanA.R. MurugadossMadhu Mantena, Tagore MadhuGhajini at IMDB      Ghajini at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type