Video of this song from youtube
Lyrics of Bin Dekhe Aur Bin Pahachaane Tum Par Ham Qurabaan - बिन देखे और बिन पहचाने, तुम पर हम कुर्बान
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
gar tum par na marte to jina tha aasaan
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

chaahat ke sandeshe lekar aati hai shaam
gar tum bhi aa jaate to aa jaata aaraam
chaahat ke sandeshe lekar aati hai shaam
gar tum bhi aa jaate to aa jaata aaraam
dil ki basti bas hi jaati, meri har dhadkan ye gaati
tum aate to mujhpar hota kitna bada ehsaan
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
gar tum par na marte to jina tha aasaan
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

bekal mere arman, bekal hai mera pyaar
kabse mai karta hu tumhara intazaar
bekal mere arman, bekal hai mera pyaar
kabse mai karta hu tumhara intazaar
kabse meri baahe suni, jivan ki ye raahe suni
tum bin kaise pure hoge dil me base aramaan
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
gar tum par na marte to jina tha aasaan
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban
mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai
lyrics of song Bin Dekhe Aur Bin Pahachaane Tum Par Ham Qurabaan
Comments on song "Bin Dekhe Aur Bin Pahachaane Tum Par Ham Qurabaan"
shriniwasd09 on Tuesday, March 13, 2012
The Album " Music for an Arabian Night " was first released in 1959 in Vinyl LP..Later in 1996 first Cd version came up. SJ took the number " Dancing Eyes" for the Hindi song "Bin Dekhe..". In fact, from this album other Hindi composers also took tunes...for ex...Baje payal cham cham from Chchalia, Rahe na Rahe..from Mamta, Maine bulaya aur tum aye from Apne huye Paraye, Ye chanda rus ka from insan jag utha...all movies from 60's. Original compositions are by Rahmani brothers.
Kaushik Maitra on Wednesday, March 14, 2012
-- Thanks a lot for the Information friend :) I am a researcher of old Hindi film music (also a record collector; I have almost all the Hindi film records in my collection, from 1940 to 1990), but I am not at all aware of Western music. If "Rahen na rahen hum" is included, then "Thandi hawaayen" (Nau Jawaan) and "Saagar kinaare" (Saagar) should be included also; they have the same tune. Did you mean "Chand sa mukhda kiyun sharmaaya" from "Insaan Jaag Utha" ?
MoleculaRafian on Wednesday, April 07, 2010
@kchopra4080able Definite sweet energizer ! Of course we all love this Khoya Khoya Chand Guy. I can picture Rafi, " Please bring me the lyrics, show me the tune and in no time, "OK , I am ready for recording ". I can't see Rafi rehearsing this for 100-150 times like Mubarak Begum told me ! Thanks again, Khaled. Make it a great day, MR
Chitta Ranjan Deka on Saturday, October 27, 2012
Thanks a lot for lovely upload. Almost forgotten this lovely song. Remember
watching this movie as a child after about ten years of its release. The
great combination of Rafi-SJ and Shailendra !
kchopra4080able on Tuesday, April 06, 2010
The guy has a way with ladies that's proven over the decades!
And richly deserves every inch of the way.
And Rafi endorses wholeheartedly!
Wonderful upload. Thanks.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961)
Dev Anand, Asha Parekh, Pran, Sulochana, Rajendra Nath, Raj Mehra, Mubarak, Ulhas Wasti, Tahir HussainLata Mangeshkar, Mohammed RafiHasrat Jaipuri, ShailendraShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalNasir HussainNasir HussainJab Pyar Kisi Se Hota Hai at IMDB      Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at WikipediaJab Pyar Kisi Se Hota Hai at YouTube     |    Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type