Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Ka Haal Sune Dilwala, Sidhi Si Baat Na Mirch Masala - दिल का हाल सुने दिल वाला, सीधी सी बात ना मिर्च मसाला
dil ka haal sune dil wala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
aji dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

chhote se ghar me garib ka beta, mai bhi hu maan ke nasib ka beta
chhote se ghar me garib ka beta, mai bhi hu maan ke nasib ka beta
ranj-o-gam bachpan ke saathi, aandhiyo me jali jivan baati
bhukh ne hai bade pyaar se paala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi
haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi
chalta phirta jaan ke ek din, bina dekhe pahchaan ke ek din
baandh ke le gaya police wala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

budhe daroga ne chashme se dekha
budhe daroga ne chashme se dekha
aage se dekha pichhe se dekha, upar se dekha niche se dekha
bola ye kya kar baithe ghotala, haay ye kya kar baithe ghotala
ye to hai thaanedaar ka saala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai
gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai
manzil mere paas khadi hai, paanv me lekin bedi padi hai
taang deta hai daulat wala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala

sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna
sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna
bin mausam malhaar na gaana, aadhi raat ko mat chillana
varna pakad lega police wala
dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala
kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala
lyrics of song Dil Ka Haal Sune Dilwala, Sidhi Si Baat Na Mirch Masala
Comments on song "Dil Ka Haal Sune Dilwala, Sidhi Si Baat Na Mirch Masala"
iamclassicforlife on Monday, August 11, 2014
LYRICS– HINDI TRANSLITERATION:
Oh…
Dil Ka Haal Sune Dilwala
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)
Dil Ka Haal Sune Dilwala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilwala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala

Chhote Se Ghar Men Garib Ka Beta…
Main Bhi Hun Maan Ke Nasib Ka Beta…
Oh, Chhote Se Ghar Men Garib Ka Beta
Main Bhi Hun Maan Ke Nasib Ka Beta
Ranj-O-Gham Bachapan Ke Saathi
Aandhiyon Men Jali Jivan Baati
Bhukh Ne Hain Bade Pyaar Se Paala
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilwala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala

Haay Karun Kya Surat Aisi…
Gaanthake Pure Chor Ke Jaisi…
Oh, (Haay Karun Kya Surat Aisi
Gaanthake Pure Chor Ke Jaisi
Chalata Phirata Jaan Ke Ek Din
Bina Dekhe Pahachaan Ke Ek Din
Baandh Ke Le Gaya Pulisavaala
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilavaala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala

Buddhe Daaroga Ne Chashme Se Dekha…
Buddhe Daaroga Ne Chashme Se Dekha
Aage Se Dekha Pichhe Se Dekha
Upar Se Dekha Niiche Se Dekha
Bola Ye Kya Kar Baithe Ghotaala
Haay Ye Kya Kar Baithe Ghotaala
Ye To Hai Thaanedaar Ka Saala,
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilavaala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala

Oh-oh!
Gham Se Abhi Aazaad Nahin Main…
Khush Hun Magar Aabaad Nahin Main…
Gham Se Abhi Aazaad Nahin Main
Khush Hun Magar Aabaad Nahin Main
Manzil Mere Paas Khadi Hai
Paanv Men Lekin Bedi Padi Hai
Taang Adaata Hai Daulatavaala,
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilavaala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala

Oh-oh-oh!
Sun Lo Magar Ye Kisi Se Na Kahana…
Tinake Ka Leke Sahaara Na Bahana…
Sun Lo Magar Ye Kisi Se Na Kahana
Tinake Ka Leke Sahaara Na Bahana
Bin Mausam Malhaar Na Gaana
Aadhi Raat Ko Mat Chilaana
Varana Pakad Lega Pulisavaala
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

Dil Ka Haal Sune Dilavaala
Siidhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kahake Rahega Kahanevaala
Dil Ka Haal Sune Dilavaala



LYRICS– ENGLISH TRANSLATION:
Oh…
O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills

I was once a boy of a poor family…
who inherited his mother's destiny…
Oh, I was once a boy of a poor family
who inherited his mother's destiny,
Grief and suffering were my childhood friends,
Pain and breath did blend
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills

Alas! With a face such as mine…
A thief and I look one of a kind…
Oh, Alas! With a face such as mine
A thief and I look one of a kind
On the street, one day,
for no rhyme or reason
an officer took me away
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills

An officer peered over his spectacles…
An officer peered over his spectacles
He looked me over
barring no obstacles
Said he: Can you see no more,
He's the warden's brother-in-law!
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills

Oh-oh!
I'm still bound by misery…
I'm happy, but not in ecstasy…
I'm still bound by misery,
I'm happy, but not in ecstasy
My destination lies before me,
My feet are tied for all to see
Rich folk hinder the fun
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills

Oh-oh-oh!
Heed me, but tell none…
Don't walk with head down…
Heed me, but tell none
Don't walk with head down
Don't sing without rhyme.
Don't shout without reason
Or you will end up in prison!
(Tsk tsk, tsk tsk, tsk tsk)

O gently people,
hear this story,
A simple story with no frills,
aimed to give many thrills
Vinay Hegde on Wednesday, May 20, 2015
The great Manna Dey became the voice of Raj Kapoor for a brief period,
delivering superhit songs in films like Shree 420 and Chori Chori, but had
to give that slot back to Mukesh soon. Unfortunately Manna Dey never got
his due in Hindi films because all the major heroes of the 50s and 60s had
developed strong associations with one of the top three - Rafi, Mukesh or
Kishore
desmitoz on Wednesday, February 15, 2012
great song.. criticism by singing... saying.gum se abhi aazad
nahin main. khush hoon magar aabaad nahin main..manzil mere paas
khadi hai.. great wrting...
Jay Man on Saturday, February 19, 2011
1. Thanks for uploading this video! Great Quality :) 2. Look at facial
expressions of the Legen Raj Kapoor, he lives the song and character :) God
bless everyone!
aceji on Friday, December 28, 2012
Bhukhne hey bade pyarse pala, tang adata hey DAULATWALA. Shailendra's
lyrics, MANNADEY for RAJ KAPOOR and SHANKER-jAIKISHEN music says it ALL.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Shree 420 (1955)
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Nadira, Bhudo Advani, Lalita Pawar, Rashid Khan, Nemo, Iftekhar, Hari Shivdasani, Nana Palsikar, Ali Mirajkar, Jai Kishan, Pankaj, M Kumar, Pasi Patel, Ramesh Sinha, Shailendra, Tun Tun, Anwaribai, Indirani, Bhagwan Das, Sheela Vaz, Satyanarayan, RajuAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, MukeshHasrat Jaipuri, ShailendraShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalRaj KapoorRaj KapoorShree 420 at IMDB      Shree 420 at WikipediaShree 420 at YouTube     |    Shree 420 at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type