Video of this song from youtube
Lyrics of Honthon Pe Kisi Kaa Naam, Isakaa Kyaa Matalab Hai - होंठों पे किसी का नाम, इसका क्या मतलब है
kuchh samajh me nahi aata
hotho pe kisi ka naam, kisi ko akhiya kare salaam
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

jawani chhed rahi hai git, jawani chhed rahi hai git
kisi se huyi aapko prit, kisi se huyi aapako prit
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
sharam se chehra hua gulaabi, meri aankhe huyi sharaabi
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

kisi ne chheda dil ka taar, kisi ne chheda dil ka taar
chhana chhan bajne lagi sitaar
chhana chhan bajne lagi sitaar
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
nind na aaye saari raat chahe dil mulaaqaat
chahe dil mulaaqaat, chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

kisi ko dil ne kiya manzur, kisi ko dil ne kiya manzur
raha na jaaye piya se dur, raha na jaaye piya se dur
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
lyrics of song Honthon Pe Kisi Kaa Naam, Isakaa Kyaa Matalab Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sanam (1951)
Dev Anand, Suraiya, Meena Kumari, K N Singh, Pratima Devi, Jillo, GopeLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, S D Batish, Shamshad Begum, SuraiyaQamarHusanlal BhagatramNandalal JaswantlalSanam at IMDB      Sanam at YouTube     |    Sanam at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type